Friday, December 12, 2008

Ghar

IMG_7718

Kabhi yaad aaya ghar ka wo aangan,
kabhi yaad aayi mohalle kee galiyan,
bhula bhee do main woh barish woh boonde,
par nahee bholtee hai uss mitti kee khushboo...

No comments: